You are currently viewing weight loss chilla recipe | How to make chilla for weight loss
weight loss chilla recipe How to make chilla for weight loss

weight loss chilla recipe | How to make chilla for weight loss

weight loss chilla recipe | how to make chilla for weight loss- Agar aap bhi apne is sawal ka jawab dhund rahe hai to ap ek dum sahi post open ki hai.

weight loss chilla recipe

Qk is post me hum apko dene wale h bhot hi testi or bina oil wala Chilla ap chahe to bhot mamuli sa ghee ya oil lga sakte ye bilkul optional hai agar apko ghee lgana h to thoda sa hi lgae qk ghee apni diet me shamil krne se apki muscles strong hoti hai or body me power bani rhati hai jub bhi aap wait loss diet banana shuru Karen to usmein se Tel yani (oil ) ko bilkul nikal de lekin Ghre apni diet mein kahin kahin zaroor Shamil rakhe thoda sa ghee  roj le ghee khane se ham andar se bimar nahin padte.

hamari body strong bi rahti hai or Kam khane ke wajha se bhi hume  chakkar nahin aate  weakness nahin Hoti aur hamare muscles bhi strong Bane rahte hain dieting karne ka matlab bhuke rahana nahin hota Sahi or postick khana khana hota h jis khane se humari body takat to le par fat nhi le easa khana hi dating khalata hai.

Bhot sare log patle hone ke Chakkar me Daiting shiru karte hai or khana pina hi band kar dete hai jiski wajha se unka wait to kam hone lgta hai lekin unki body ko bemaruyan ghrne lgti hai or wo waqt se phale budhe hojate hai .

Agar apko apne apko sada ke liye jawan rakhna hai to apne khane me hari sabziya , daale ,Ots , daliya ,desi ghee, fal , Meve, shamil kare or in sabhi chizo ko kam mikdar mehi khaya kare sub khae par thoda thoda or geap dekar hi khae ye pait koi kuan nhi jisme kuch bhi bhar diya jae Tandrusti Hazar Neamat se bhashkar hoti hai isliye apna khyaa rakhiye fit rahiye or khush rahiye bhar poor nind lijiye kam sone ki wajha se bhi motapa badhta hai. Yeto hogai fitness ki bate Chalite ap fatafat se apko weight loss chilla recipe dedete hai jisse ap bhi sehatmand rahe or fit rahe.

weight loss chilla recipe | How to make chilla for weight loss

How to make chilla for weight loss

weight loss chilla recipe ingredients

Atta _1 Cup
Dahi _1/2 Katori
Gajar_1 Choti size ki
Shimla mirch_ek chote size ki
Loki_ Chota tukda
Tamatar_1
Dhaniya Patti
Garam Masala_1/4 Chammach
Namak_1/3 Chummach (Swadanusar)
Sukhi methi thodi C
Laal Mirch power_1/4 Chummach
Haldi powder_1/4 Chammach
Lhasun Adrak ka pest_1/4 Chammach
Pani_1 cup

Bankar taiyar honge 4 se 5 Chille
Banane mein lagne wala samay _30 mint
Low to medium heat par Banega

Taiyari mein lagne wale Samay-10 minutes

Sabse pahle sabjiyon ko dhokar barik kaatle agar aapke pass thoda bade size ka kaddukas ho to sabjiyon ko kaddukas kar le ab 1 ball mein aata dalen aur aur sari sabjiyan dal de lahsun Adrak ka paste namak garam masala dahi Lal mirch powder haldi powder sukhi methi ko crush karke dalen chahe to ek chammach Tel bhi dal sakte hain ya optional hai agar aap weight loss ke liye kar rahe hain to Tel ko avoid Karen aur agar aap test ke liye kha rahe hain to aap ek chammach Tel add kar le.

Ab in sabhi chijon ko ek chammach se Mila le aur Pani e halke halke add karte jaen lamb’s bilkul nahin banna chahie smooth patla batter taiyar karne Pani agar aur Lage to dalne battery jyada patla Na Ho naahi gana theek se better ko taiyar karne ab is ghol ko raat karne ki jarurat nahin aap chahe to usi waqt iske chilli banana start kar sakte hain aur agar chahe to ise taiyar kar kar fridge mein rakh sakte hain aur jab jarurat pade to iska chilla banakar injoy kar sakte hain weight loss chilla.

weight loss chilla Banane ka Tarika


Ek non-stick pan gas per Rakhine gas heat medium rakhe jab Tawa set Ho Jaye to heat slow kar de ab tawe ko bahut ma muli sa ghee ya  Tel se Greece Kar le jisse chilla tawe per chupke na aur chilli ko plate mein nikalte Waqt vo tute Bhi Na.

Ab Ek chammach ki madad se Vah baithe tabiyat per dal de aur chammach se Tava per gol gol shape mein faila de heat ko slow hi Rakhine jab Ek side se chilla Pak jaega to Thoda sa ghi e ya tel use per dalkar chila ko bahut savdhani ke sath palate de aur use dusri ki Sahi se pakne de palate Waqt chile ko Thoda sa debate rahe chammach se jisse chilla Andar Tak pakda jaaye kyunki is chille mein sabjiyan hoti hai isliye yah chilla Sada chilla se Thoda sa Mota Banta hai jab chilla donon side se Pak jaaye to use plate main nikal le.

ISI tarike se sare chale bana le aur use Hari chatni Lal chatni ke sath sirf Karen agar bacchon ko de rahe hain to ooh chilekotha tomato sauce ke sath bhi serf kar sakte hain yah jila bahut shoft hota Hai.

isliye yah bacchon ko bahut jyada pasand aata Hai hi bacchon ke hisab se Mirch Kam Kar sakte Hain banate Waqt. aap soch bhi nahi sakte bacche kitne maje le kar khate Hain mere Ghar mein bacchon ko yah chilla bahut pasand hai aur main chilla sar banati hun kyunki yah yah aate se Banta Hai aur ek healthy chilla hai isliye bacchon ko bhej khilaye ja sakta hai ismein vegetable se Hain koi bhi faltu saman nahin Hai jab bacche ko khilayen to use per geet thoda jyada Laga de kyunki bacchon ke liye ye ji bahut madad karta hai unki growth ko badhane mein isliye bacchon ke khane mein jeene jyada se jyada add kiya Karen.

Bachpan ka khaya vah javani mein kam aata Hai aisa mere Nana kahate the to aap bhi bado ki baten Mane Apne bacchon Ko jyada se jyada de aur apna khyal rakhen weight loss Karen kyunki motera kar jindagi jina bekar hai hai fit rahi hai tandurust rahiye Khubsurat likhiye ISI dua ke sath hamesha post ko samapt karte Hain Allah aapka hamara nibandh rahe allah Hafiz dua mein yad rakhega

Leave a Reply