Paya : बकरे का पाया साफ करने की विधि janne se phale hum Jan lete hai ke Paya :
बकरे का पाया साफ करने की विधि bhot zada hi asan hai .
ap ghar par hi isko apne hatho se kar sakte hai.
Paya : बकरे का पाया साफ करने की विधि . बकरे के पाए
Ye khane mein bahut jyada laziz hota Hai
jo paya Ek bar khata hai
vah use बार-बार mangta hai be Paya bhi banaya jata hai.
vah bhi bahut testi banta hai lekin beef Paya kya according bakre ka Paya bahut jyada testi aur healthy hota hai.
jiske jodon mein dard ho usko doctor bakre ka Paya khane ko bolate Hain.
calcium ki Kami hone per Paya khaya jata hai ismein maujud Jo chipchipa padarth hota Hai Lal Hoti Hai vah hamare haddiyon ko majbut karti hai aur hamen nai takat pradan Karti Hai.
Haddiyon mein aur yah balon ke liye skin ke liye bhi bahut mufeed hota Hai.
sardiyon mein bakre ka Paya jyada se jyada khaya jata hai budhe log jyada khate Hain.
Bacchon ko bhi doctor bakre ka Paya khane ki Salah dete Hain
kyunki badhati umra mein bacchon ko jyada takat ki jarurat hoti hai bacche khelte jyada hai isliye unko poshan mein jyada hi chahie hota hai aur bakre ke Paya mein bahut sara poshan maujud hota Hai jiski vajah se bacchon ko aur budo ko jyada se jyada bakre ka Paya khana chahie.
Jawan log bhi ise mahine mein hafte mein Ek bar khate hain aur jyada nahin khate
kyunki iski tasir garm hoti hai kisi kisi Ko body mein itching redness kisi bhi prakar ki allergy bhi ho sakti hai isliye garmiyon mein yah nahin khaya jata kuchh log ghar mein bhi khana pasand karte Hain.
Lekin kam khate hain lekin sardiyon mein bahut jyada Matra mein khaya jata hai
aur iske rate bhi jyada badh jaate Hain jab sardiyan aati Hain to uski demand bhi badh jaati hai aur kuchh log ise hafte mein Ek bar jarur khana pasand karte Hain.
Maine khud Kai budhe logon Ko ise daily nashte mein khate hue dekha hai
aur yakin maniye 100 sal ki umra Tak bhi vah theek thak chal rahe hain Shayad yah Paya ki takat Hai Jo roz khane se unko milati Hai.
Daily hotel per yah bikte hain aur duri roti ke sath khaya jaate Hain
to aap bhi Paya khaea sehat banaaiye Paya recipe aapko mil jayegi hamare blog per hi .
bakre ka korma or bakre ki biryani bhi banti hai.
बकरे का पाया साफ करने की विधि (Bakre ka Paya saaf karne ki vidhi)
Bakre ka Paya saaf karne ki vidhi ko janne ke liye ham sabse pahle yah janenge ki aakhir bakre ka Paya hota kya hai
aur yah log kyon khate Hain bakre ka gosht Jaise ham khate Hain vaise hi bakre ka Paya bhi ham khate Hain bakre ka Paya bakre ki ek bahut hi mahatvpurn chij hai jismein bahut sari takat maujud hoti hai aur yah khane mein bahut jyada swadisht aur jaaykedar hota Hai bahut jaldi pakad taiyar Ho jaane wale dish hai.
बकरे का पाया साफ करने की विधि (Bakre ka Paya saaf karne ki vidhi)
Bakre ki paye ko saaf karne ke liye sabse pahle hamen bakre Ko halal karna hota Hai uske bad Jo uski tange hoti hain usi ko Paya kahate Hain UN tangon ko Aag per direct rakh Diya jata hai
aur uske upar Jo Bal Lage hote hain vah jal jaate Hain aur niche Jo khur hote Hain jinhen ham juta bhi kah sakte hain Jo kudarti taur per bakre ke pairon mein laga hua hota Hai bahut sakht khal Hoti Hai jiski vajah se bakre ke pair mein Pi liya FIR pathar yah sab kuchh nahin chhupta Hai.
kudarti taur per vah kah sakte hain ki juta pahne hue hi hote hain lekin jab hamen bakre ka Paya banana hota hai to UN juton ko hatana hota hai isliye hamen use pahle aap per rakhna hota hai
aap per rakhne ke bad jab Bal jal jaate Hain to usko aankh se utar kar garm garm hi pakad kar chhori ya chaku ki madad se ya chhoti hathodi ki madad se nikala jata hai aur jo Bal jalkar Ek rakh ki type ban jaate Hain .
Unhen chhuri ki madad se yani chaku ki madad se hata Diya jata Hai
jab Puri tarike se yah saaf ho jaaye ab ine Paya Ko Pani se acchi tarah wash kar lena chahie yah bilkul starting process Hai yah process vah log karte Hain Jo Ghar per hi Bakra katwate Hain.
Jo log bakra kata hua hi Paya khareed kar late Hain unhen yah sab karne ki jarurat nahin Hoti Hai kyunki Jo shopkeeper hote hain vah yah sab process khud hi kar dete hain
aur sirf haddiyan hi Bakri ki paye ki haddiyan hi de dete Hain yani bech dete Hain jinhen aap ghar lakar Pani mein bhigoye use per Lage Bal chhudaaiye
बकरे का पाया साफ करने की विधि (Teen tariko se paya saaf kiya ja sakta hai.)
1__agar Bal jyada Lage hue hain to pani mein namak daliye aur se dho liye agar aap chahte hain minuton mein aapke paya clean aur clear Ho jaen to Ek Tarika aur use kar sakte hain.
2__ AAP safed vinegar ka ek dhakkan Paya wale Pani mein dal dijiye aur kuchh hi der ke liye chhod dijiye koi der mein aap dekhenge ki payo mein se Bal bilkul alag Ho chuke hain
aur use per laga hua khoon gandgi sab kuchh hat chuka hai bilkul Paya Sahab Ho chuke hain ab use aap do SE teen bar Pani se wash kar kar clean kar sakte hain aur vah pakane ke liye ready hoga.
3__Ek Tarika Paya ko saaf karne ka yah bhi hai ki aap Paya mein Pani dalen fir usmein kuchh Sukha aata dalen aur usko जोर-जोर se ragade ek ek peace ko uthakar hath se rab karte rahen FIR use do SE teen bar Pani se saaf kar kar wash kar le ab yah Paya pakane ke liye ready hai
is tarike se karne se jo uski smell Hoti Hai vah bhi nikal jaati Hai Bishan type ki aati Hai Jo kisi kisi Ko pasand nahin aati is tarike se aata Apne sath le jata hai aur aapke Paya Bina smel ke साफ-सुथरे ho jaate Hain aap use easily bahut jaldi paka sakte hain.
बकरे का पाया साफ करने की विधि (Bakre ka Paya saaf karne ki vidhi)
Agar aap dekhna chahte Hain ki yah process kaise work karta hai to aap is video ko dekh sakte hain ismein Puri tarike se bataya gaya hai ki bakre ke paye ko kaise saaf Kiya jata hai.
agar aapko behtarin wa laziz zaekedar Paya khana or apko zada mhanat bhi nahi karni hai
to apke liye Ek bahut hi behtarin option hai jiske andar aapko readymade masale mil jaenge niche check on Amazon likha hua hai use per click kar kar
aap Amazon per pahunch sakte hain aur apne liye Paya banane ki recipe mein Ek behtarin Paya masala select kar sakte hain ismein aur bhi masale add hain aap chahe to combo pack le lijiye aap chahe to single Paya masala bhi le sakte hain aur bahut hi quick recipe Paya banaa sakte hain.
Hakim Authentic Mughlai Paya Masala, Tikka Masala, Nihari Masala, Special Bombay biryani Masala, Achari Masala, Korma Masala (Combo of 6)
- Indulge Your Taste Buds: Irresistible Kofta Curry Recipe Revealed! 🍲🌶️ Unlock the Secrets to a Flavorful Culinary Journey! 🇮🇳✨
- Unlock Diwali Abundanc with the Secret Recipe of Nariyal ke Laddu: लक्ष्मी माता के प्रिय हैं नारियल के लड्डू!
- Chicken korma banane ka tarika :(Chicken korma banane ka tarika hindi mereko)
- “Deliciously Simple Pasta Recipes: Elevate Your Pasta Game!”
- “Fluffy and Delicious: The Ultimate Eggless Pancake Recipe”