You are currently viewing Biryani for 20 persons | Delhi Chicken Biryani recipe
Biryani for 20 persons Delhi Chicken Biryani recipe

Biryani for 20 persons | Delhi Chicken Biryani recipe

chicken biryani for 20 persons

Biryani for 20 persons_ Apko poori jankari is post me mileage Delhi chicken Biryani recipe Biryani for 20 persons sbhi Kuch yhi .history

Biryani for 20 persons

Biryani for 20 persons_agar aapko 20 logo ke liye Biryani banani hai tuaap is recipe ko double kar sakte hain kyunki yah recipe 10 logon ke liye Bani Hui Hai same inhi logon Ko 2 Guna karne per ja Biryani 20 logon ke liye taiyar ho jayegi

Biryan (naam ke peechhe ka itihaas)

Biryani laphz khaasakar faarasee bhaasha se liya gaya hai jo maadhyamik kaal me bhaarat ke vibhinn bhaagon me madhy eshiya se aae hue mugal, aur afagaan orab turk shaasakon ke darabaar kee adhikaarik bhaasha thee. Biryani ke naam ke baare mein ek soch yah bhee rakhee jaatee hai ki isakee paidaish chaaval ke lie upayog karane vaale faarasee shabd brinz se huee hai. ek doosare vichaar ke hisaab se isaka naam rakha gaya hai faarasee shabd “birayan” athava “beriyan” se.

jisaka matalab hota hai bhunana aur sekana. Biryani kee paidaish ( utpatti) Biryani kee asal paidaish kee jagah abhee bhee anishchit hai yaanee sahee se pata nahin hai uttaree bharat ke bhut sare shaharon jaise dille lakhanoo aur any chhote-chhote raajyon mein isake kaee tareeke vikasit hue hain dakshin bhaarat mein chaaval he men khaana hota hai telagaana keral tamilanaadu aur karnaatak mein chaaval ke kaee tareekon ka vikaas hua hai ( aandhr , dakshin bhaarat ka ek maatr raajy hai jisame birayaanee ke kisee sthaaneey prakaar ka vikaas nahee hua. ek vichaar yah bhee hai ki baabar ke bhaarat aagaman se poorv hee Biryani ek vyanjan ke roop me lokapriy jo chukee thee.

Chicken korma Recipe in Hindi: चिकन कोरमा रेसिपी इन हिंदी

weight loss chilla recipe | How to make chilla for weight loss

16 veen sadee me likha gaya mugal dastaavez aain-e-akabaree Biryani aur pulaav me koee antar nahee paata hai aur isake anusaar Biryani shabd bhaarat me pahale se hee mashahoor tha. isee tareeke ka ek aur vichaar ki Biryani bhaarat me taimooralang ke aakraman ke saath aaee. Biryani banaane mein chaaval ke saath gosht dahee aur sabhee gareebon ke masaalon ko paanee mein daalakar ek hee bartan main rakh kar paka diya jaata hai vakt ke saath-saath Biryani banaane ke tareekon mein kaaphee badalaav aaya hai har koee ise apane dhang se pukaarata hai lekin isamen chaaval gosht aur dahee sabhee mein dalata hai kuchh cheejen badal jaatee hain .


Biryani for 20 members

Biryani hotal aur restorent mein bikane vaalee sabase hotal aur restorent mein bikane vaalee sabase jyaada yaanee bhee hai johar minat mein aardar kee jaatee hai abhee onlin bhee milatee hai aur log ise bade chaav ke saath khaate hain chalie seekh lete hain birayaanee banaana kaise banatee hai dillee 6 kee degee Biryani jaan lete hain bahut najadeek umda masaaledaar hotee hai aur jo bhee ise ek baar khaata hai dobaara jaroor khaana chaahata hai to aap bhee apane ghar par banaee hai yah desh aur apane parivaar vaalon ko khilaie injoy keejie.

Biryani for 20 persons | Delhi Chicken Biryani recipe

Biryani for 20 person Ingredients

1_Chicken___1 kg
2_ Golden sella___1kg
3_Oil___250 gm
4_Dahi___300 gm
5_Achar___50 gm
6_Kali mirch___15 adad
7_Long 10 adad
8_Lal ilaichi___ 5 adad
9_Tej patta ___5 adad
10_Safed ilaichi ___10 adad
11_Dalchini ka tukda ___3 inch ka
12_Pisa garam masala___ 1 Chammach
13_Namak___ 1/12 chammach (test ke hisab se )kam ya zada kar sakte hai
14_Laal or pila Randg
15_Kevda jal ___1 Chammach
16_Kaju ___20 adad (optional)
17_Badam ___20 adad (optional)
18_ lahsun adrak paste___4 Chammach
19_Hari Mirch___ 12 adad
20_pili Mirch pisi___1_1/2 Chammach

Delhi chicken Biryani recipe

Banane ka tarika
Sabse pahle chicken ko acchi tarah dholai aur Pani Sukha le Chicken main 200 gram dahi add Karen pili mirch pisi add kare dalchini ka powder add Karen Swad anusar namak dalen lahsun Adrak ka paste thoda sa food colour bhi add kar le red wala ab ine chijon ko milakar aadhe ghante ke liye marination mein chod de.


30 minut ke bad ek Bhagwan mein tel dalen halka garam hone per uh usmein sabhi sukhe masale add kar de Jaise a long elaichi kali mirch badi elaichi tej patta harimirch thoda sa jayfal ghis kar dal de ab is mishran ko tab tak ghumne jab Tak chicken gal Na jaaye chicken ko jyada bhi nahin galana hai
Jab chicken pad jaaye to uska Namak mirch check kar le.

Ab 1 ghante mein mein jitne chawal the uska 3 Guna Pani lijiye aur usmein do tej patta char long do badi elaichi 4 safed elaichi ek Chhota tukra dalchini do chammach namak adad hari mirch add krkr Ubal aane Tak pakne de.


Chawal ko teen ghanta pahle hi bhigo kar rakh de jab Pani mein Ubal ajaaye tab vah bheege hue chawal Pani Nichodkar Bhagone mein dal den or ek baar theek se chala de ab dhakkan dhak de kuch der baad chek kare jub chawal Puri tarah pad jaaye thoda sa dam mein aane rah jaaye to chawal ko chhanne Sara Pani alag kar de aur jo humne chicken taiyar kiya tha ek dusre Bhagwan mein thode chawal pahle uske upar chicken khelen aur jo sau gram dahi bacha hua tha usmein thodi si chini dalkar thoda sa orange colour dalen aur use dahi ko to Biryani per faila de ab Achar dalen FIR uske upar chawal aur daal de last mein kevda jal mein yellow food colour milakar dalen food colour Apne hisab se dalne jyada na dalen safed chawal bhi dekhne chahie aur 5 SE 7 minute ke liye dhakkan dhak kar dhimi Anch per pakane den jab Khushboo bahar nikalne Lage to samajh lijiye aap ki dum Biryani taiyar hai Delhi wali aap chahe to uske upar se Desi ghee ka baghar bhi kar sakte h  bhi kar sakte hain kaju badam se Ganesh kijiye taiyar hai aapki Devi Delhi biryani e khai hai aur enjoy kijiye aur aapko yah recipe kaisi lagi mujhe comment mein jarur bataiye aise hi delicious recipe lekar ham aate rahenge tab tak ke liye duaon mein yad rakhiye.


How much chicken is required for 20 persons biryani?

How many people eat 1 kg biriyani?

How much basmati rice for 20 persons?

1 किलो बिरयानी कितने लोग खाते हैं?

Leave a Reply